]]>

Aksar is duniya mein

Publié lundi 31 janvier 2005
Dernière modification dimanche 30 janvier 2005
Article lu 821 fois

Par Angel-Mumtaz

Dossier Dhadkan
◀ Dulhe ka sehra

Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Anjaani raahon mein
Milke kho jaate hain
Lekin hamesha woh yaad aate hain

Souvent dans ce monde
Des inconnus se croisent
Souvent dans ce monde
Des inconnus se croisent
Se rencontrent sur des chemins inconnus
Puis se perdent
Mais toujours ils s’en souviendront
Souvent dans ce monde

Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Aksar is duniya mein
Anjaane milte hain
Anjaani raahon mein
Milke kho jaate hain
Lekin hamesha woh yaad aate hain
Aksar is duniya mein


Aankhon se baat hoti hain
Dhadkan bhi saath hoti hain
Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan

Ils se parlent avec les yeux
Leurs battements de cœur s’accordent
Personne ne comprend ce langage de l’amour

Aankhon se baat hoti hain
Dhadkan bhi saath hoti hain
Koi na samjhe yeh ishq ki zubaan


Dheere dheere se woh
Dil mein bas jaate hain
Dheere dheere se woh
Dil mein bas jaate hain
Chori chori se woh
Dil ko churaate hain
Phir ek din woh bichad jaate hain

Très lentement
Il s’installe dans le coeur
Très lentement
Il s’installe dans le coeur
Discrètement
Il dérobe le cœur
Puis un jour, il s’en va

Yeh dil to pyaar maange hain
Saccha dildaar maange hain
Jaane mohabbat mile kise kahan
Jab aisi raaton mein
Deewane milte hain
Jab aisi raaton mein
Deewane milte hain
Nazre takrate
Phir dil dhadakte hain
Chaahat ke afsaane ban jaate hain

Ce cœur qui demande de l’amour
Qui cherche un vrai amoureux
Il sait où et avec qui se trouve l’amour
Les nuits
Les amoureux se rencontrent
Les nuits (en rêve)
Les amoureux se rencontrent
Les yeux entrent en collision
Et le cœur bat
Une histoire d’amour commence

Aksar is duniya mein…

Commentaires
Pas encore de commentaires